S t o r y B y : - A J i t S a h o o
Apni khusi to sabhi dekhte hein. Par jo apnon ke khusi ke
liye khud ke khusi ko bhi kurbaan kar dete hein, wohi sacha
insaan kehlata hai. unki khusi hi apni khusi ban jati hai.
Manna ke yeh ishq kya hai hum duniya ko samjha nahi
sake. Puri duniya jeet gayi aur hum haar gaye. Kabhi soche
nahi the aise milkar juda honge. Par sirf paane ka naam ishq
nahi, kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.
Kehte hein humari Zindegi behtar tab ho jati he jab hum
khud khus hote hein, par zindegi to sabse acha tab hota he
jab koi aur humare wajah se khus hota hai.
Hum kabhi sache khusi ko mehsus nahi kar paate hein,
jab tak koi hume tehe dil se na chahta ho. Aur hum kabhi us
dard ko bhi nahi samajh paate hein jab tak hum uss chahat ko
kho na de. Kabhi kitabon ki kaahani mein padha tha ki ishq
dard de jati hai lekin takdeer ne aaj wo ehsaas bhi mere
kismat se jod diya…
“ Y o u & M e ”
87