S t o r y B y : - A J i t S a h o o
ko sambhalne ka, aage badhne ka. Sochne laga sahi he,
zindegi kab kisse konse mod par le aaye kya pata. Par zindegi
mein aage to badhna hi hoga, har muskilon ka samna karna hi
hoga.
Yeh dono mere woh dost hein jo mujhe aise waqt par
sambhala jab main apne aap ko kho raha tha, yeh wo hain
jinho ne mujhe doobara khade hone ke liye mera sahara bane.
Dost aise hi anokhe hote hein, dosti ka koi mol nahi hota,
woh to anmol hote hein.
“Ye dil to kabse tootasa pada hai, par ab usse jod na
padega. Apne liye na sahi, apno ke liye usse jaagna padega.
Pyar ke sath na sahi duniya ke liye jeena padega. Milna
bichadna to riwaz hai sansar ka. Zi ndegi ke safar me kitno
ka sath choot jayega, par apna safar khatam hone tak
chalna padega. Yeh dil tujhe ab uthke aage badhna
padega.”
ℐ
6 Month Later:-
“Aaj jaane ki zid na karo
yunhi pehlu mein baithe raho
aaj jaane ki zid na karo…”
“ Y o u & M e ”
6